About MeraPNR
MeraPNR.in train yatriyon ke liye ek free tool hai: live train running status, PNR status, RAC confirm hone ka chance aur coach position — sab ek jagah, simple Hinglish mein.
Data kahan se aata hai?
PNR aur running status ek licensed third-party railway data API se aata hai. RAC confirm chance hamara apna estimate hai jo RAC number, bache din, class aur is site par check kiye gaye PNRs ke anonymous results par based hai. Coach position verified data ya typical rake par based hoti hai (page par likha hota hai).
Hum kya nahi hain
MeraPNR Indian Railways, IRCTC ya CRIS ki official website nahi hai aur unse juda nahi hai. Hum ticket book ya cancel nahi karte. Booking aur official status ke liye irctc.co.in aur NTES dekhein.