PNR Status Check — Current Status & Confirm Chance

10-digit PNR daalo — current status, coach-berth aur confirm hone ka chance ek saath.

PNR number kahan milta hai?

PNR 10 digit ka number hai jo ticket ke upar bayi taraf likha hota hai, aur booking SMS/email mein bhi aata hai.

PNR status ka matlab

StatusMatlab
CNFConfirmed — coach aur berth mil gayi
RACTravel kar sakte ho, side lower share hogi (RAC kya hai?)
WL / GNWL / PQWLWaiting list (types samjho)
Chart PreparedFinal list ban chuki (chart kab banta hai?)

Sawal-Jawab

PNR status kaise check kare?

MeraPNR par 10-digit PNR daal kar "Status Dekho" dabao.

Kya MeraPNR mera PNR save karta hai?

Nahi — sirf ek anonymous hash aur RAC/CNF status statistics ke liye rakha jaata hai, naam ya personal details nahi.

Aur tools

Train Running Status Live · RAC Confirm Chance Calculator · Train Coach Position

हिंदी में पढ़ें